Purchase · F1
Yarn / beam / store
Purchase bill GST input ke saath — stock turant update.
Purchase · Yarn stock · TDS
Yarn, beam aur store ki purchase ek jagah, GST input ke saath. Stock apne aap badhta hai, production se consumption ka hisaab, aur TDS 194C / 194Q bhi.
Purchase
Yarn stock · Viscose 60 den
810.0 kg
+492.0 kg aaj aaya
Kya milega
Purchase · F1
Purchase bill GST input ke saath — stock turant update.
Beam
Seedha Beam Stock mein; weight taar × meter × denier se apne aap.
Yarn stock
Kaunsa yarn kitna — aaya, laga, bacha. Job weaver ke paas gaya yarn alag dikhta hai.
Consumption
Vana = pick × panna (inch) × denier ÷ 90 lakh + wastage — software ginta hai.
TDS
Job charge pe 194C, yarn ki badi kharidi pe 194Q — firm ke TAN aur 26Q ke liye.
Last rate
Pichli kharidi ka rate costing mein apne aap.
Kaise chalta hai
Party, yarn, kilo, rate — GST ke saath.
Yarn stock turant update.
Taka bane, yarn ka kharcha juda.
Yarn stock & consumption report.
Godown ka yarn, register mein nahi — screen pe.
Saath mein dekho
Ek demo mein aapke hi unit ke number pe dikha denge ki kaise chalega — aur purane software ka backup ya Excel dekh ke bata denge kya-kya aa sakta hai.